RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad, Urdu Ghazal By Saba Bilgrami

RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Bilgrami. RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رخ حیات نکھرتا ہے حادثات کے بعد

صبا بلگرامی

رخ حیات نکھرتا ہے حادثات کے بعد

خوشی کی صبح بھی آئے گی غم کی رات کے بعد

بس اس خطا پہ ہیں میرے خلاف سارے لوگ

مرا یقین خدا پر ہے اپنی ذات کے بعد

مری طرف نگہ مہر یوں ہی رہنے دے

ستم نہ کر میری ہستی پہ التفات کے بعد

ہزار طرح کے الزام دیں گے لوگ تجھے

پڑیں گے سب ترے چہرے کو تیری بات کے بعد

وفا کے نقش مٹانے سے مٹ نہیں سکتے

میں یاد آؤں گا ترک تعلقات کے بعد

صباؔ نصیب مجھے دو جہاں کی دولت ہے

جہان درد ملا دل کی کائنات کے بعد

صبا بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad

Saba Bilgrami

ruKH-e-hayat nikharta hai hadsat ke baad
KHushi ki subh bhi aaegi gham ki raat ke baad

bas is KHata pe hain mere KHilaf sare log
mera yaqin KHuda par hai apni zat ke baad

meri taraf nigah-e-mahr yunhi rahne de
sitam na kar meri hasti pe iltifat ke baad

hazar tarah ke ilzam denge log tujhe
paDenge sab tere chehre ko teri baat ke baad

wafa ke naqsh miTane se miT nahin sakte
main yaad aaunga tark-e-talluqat ke baad

'saba' nasib mujhe do jahan ki daulat hai
jahan-e-dard mila dil ki kaenat ke baad

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad written by Saba Bilgrami at UrduPoint. RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad is one of the masterpieces written by Saba Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Saba Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Bilgrami' above.

RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like RuKH-e-hayat Nikharta Hai Hadsat Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.