Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli, Urdu Ghazal By Saba Bilgrami

Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Bilgrami. Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس دور کے آقاؤں کی عادت نہیں بدلی

صبا بلگرامی

اس دور کے آقاؤں کی عادت نہیں بدلی

ہم جیسے فقیروں کی بھی فطرت نہیں بدلی

مسجد بھی گئے اور شوالہ بھی گئے ہم

اس دل نے مگر تیری عبادت نہیں بدلی

تدبیر سے تقدیر نے پائی ہے بلندی

ہاتھوں کی لکیروں سے تو قسمت نہیں بدلی

صدیوں سے اسے دیکھ رہا ہے یہ زمانہ

کیا بات ہے آئینے کی صورت نہیں بدلی

میلے میں کہیں کھو گئے ہیں پھول سے بچے

لیکن ابھی ماں باپ کی رنگت نہیں بدلی

صبا بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli

Saba Bilgrami

is daur ke aaqaon ki aadat nahin badli
hum jaise faqiron ki bhi fitrat nahin badli

masjid bhi gae aur shiwala bhi gae hum
is dil ne magar teri ibaadat nahin badli

tadbir se taqdir ne pai hai bulandi
hathon ki lakiron se to qismat nahin badli

sadiyon se use dekh raha hai ye zamana
kya baat hai aaine ki surat nahin badli

mele mein kahin kho gae hain phul se bachche
lekin abhi man-bap ki rangat nahin badli

(592) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli written by Saba Bilgrami at UrduPoint. Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli is one of the masterpieces written by Saba Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Saba Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Bilgrami' above.

Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Daur Ke Aaqaon Ki Aadat Nahin Badli, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.