Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun, Urdu Ghazal By Sabir Amani

Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Amani. Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری آنکھوں سے نہیں لگتا کہ میں کس جا سے ہوں

صابر امانی

میری آنکھوں سے نہیں لگتا کہ میں کس جا سے ہوں

دیدۂ حیران والے میں شب یلدا سے ہوں

جو بھی لگتا ہوں کسی کو ٹھیک لگتا ہوں میاں

میں کسی بھی روپ میں ہوں یار کی منشا سے ہوں

اس تعلق نے بھرم رکھا ہوا ہے دوستا

میں تو اس کے قرب کی پوشاک کی شو شا سے ہوں

میں تجھے کیسے یہ سمجھاؤں ذرا سی دیر میں

ایک تو مشکل بڑا ہوں اور پھر فردا سے ہوں

ایک بوسہ اور لے میری جبیں کا عشق میں

میں زمین دلبراں کے آخری راجا سے ہوں

صابر امانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun

Sabir Amani

meri aankhon se nahin lagta ki main kis ja se hun
dida-e-hairan wale main shab-e-yalda se hun

jo bhi lagta hun kisi ko Thik lagta hun miyan
main kisi bhi rup mein hun yar ki mansha se hun

is talluq ne bharam rakha hua hai dosta
main to us ke qurb ki poshak ki show sha se hun

main tujhe kaise ye samjhaun zara si der mein
ek to mushkil baDa hun aur phir farda se hun

ek bosa aur le meri jabin ka ishq mein
main zamin-e-dil-baran ke aaKHiri raja se hun

(426) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun written by Sabir Amani at UrduPoint. Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun is one of the masterpieces written by Sabir Amani. You can also find the complete poetry collection of Sabir Amani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Amani' above.

Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Aankhon Se Nahin Lagta Ki Main Kis Ja Se Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.