KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh, Urdu Ghazal By Sabir Amani

KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Amani. KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا کی ذات کو حیرت کے زاویے سے دیکھ

صابر امانی

خدا کی ذات کو حیرت کے زاویے سے دیکھ

نظر بھی آئے گا منظر کو حوصلے سے دیکھ

یقیں کے خوف نے کتنوں کو روک رکھا ہے

یہ اعتبار ضرورت کے فلسفے سے دیکھ

ترے خلاف مروت میں کچھ نہیں بولا

تو آئنے کو ذرا اور وسوسے سے دیکھ

گھما پھرا کے بھی سیدھی سی بات کیا کرنا

میں سامنے کی حقیقت ہوں سامنے سے دیکھ

زمین گھومتی ہے سو کہیں نہیں جاتی

یہ دائرے کے مسائل ہیں دائرے سے دیکھ

میں انہماک سے گجروں کے بند باندھتا ہوں

تو مسکرا کے محبت سے آئنے سے دیکھ

صابر امانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh

Sabir Amani

KHuda ki zat ko hairat ke zawiye se dekh
nazar bhi aaega manzar ko hausle se dekh

yaqin ke KHauf ne kitnon ko rok rakkha hai
ye e'tibar zarurat ke falsafe se dekh

tere KHilaf murawwat mein kuchh nahin bola
tu aaine ko zara aur waswase se dekh

ghuma-phira ke bhi sidhi si baat kya karna
main samne ki haqiqat hun samne se dekh

zamin ghumti hai so kahin nahin jati
ye daere ke masail hain daere se dekh

main inhimak se gajron ke band bandhta hun
tu muskura ke mohabbat se aaine se dekh

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh written by Sabir Amani at UrduPoint. KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh is one of the masterpieces written by Sabir Amani. You can also find the complete poetry collection of Sabir Amani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Amani' above.

KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Ki Zat Ko Hairat Ke Zawiye Se Dekh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.