Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai, Urdu Ghazal By Sabir Dutt

Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Dutt. Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھول بکھراتی ہر اک موج ہوا آتی ہے

صابر دت

پھول بکھراتی ہر اک موج ہوا آتی ہے

آپ آتے ہیں کہ گلشن میں صبا آتی ہے

آپ کے رخ سے برستا ہے سحر کا جوبن

آپ کی زلف کے سائے میں گھٹا آتی ہے

آپ کے ہاتھ جو چھو جائیں کسی ڈالی سے

گل ہی کیا خار سے بھی بوئے حنا آتی ہے

آپ لہرا کے نہ یوں دودھیا آنچل کو چلیں

مسکراتے ہوئے پھولوں کو حیا آتی ہے

آپ کو کیوں نہ تراشا گیا میرے دل سے

سنگ مرمر سے ہمیشہ یہ صدا آتی ہے

صابر دت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai

Sabir Dutt

phul bikhraati har ek mauj-e-hawa aati hai
aap aate hain ki gulshan mein saba aati hai

aap ke ruKH se barasta hai sahar ka joban
aap ki zulf ke sae mein ghaTa aati hai

aap ke hath jo chhu jaen kisi Dali se
gul hi kya KHar se bhi bu-e-hina aati hai

aap lahra ke na yun dudhiya aanchal ko chalen
muskuraate hue phulon ko haya aati hai

aap ko kyun na tarasha gaya mere dil se
sang-e-marmar se hamesha ye sada aati hai

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai written by Sabir Dutt at UrduPoint. Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai is one of the masterpieces written by Sabir Dutt. You can also find the complete poetry collection of Sabir Dutt by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Dutt' above.

Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phul Bikhraati Har Ek Mauj-e-hawa Aati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.