Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein, Urdu Ghazal By Sabir

Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir. Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے قرار بھنور میں اسے کنارے میں

صابر

مجھے قرار بھنور میں اسے کنارے میں

سو کتنی دور تلک بہتے ایک دھارے میں

مجھے بھی پڑ گئی عادت دروغ گوئی کی

وہ مجھ سے پوچھتا رہتا تھا میرے بارے میں

یہ کاروبار محبت ہے تم نہ سمجھوگے

ہوا ہے مجھ کو بہت فائدہ خسارے میں

کہاں رہا وہ گمان اب کہ ہیں زمانہ شناس

الجھ کے رہ گئے ذو معنی اک اشارے میں

عجیب بات سہی خود کو داد فن دینا

کسی کے لمس کی خوشبو ہے استعارے میں

صابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein

Sabir

mujhe qarar bhanwar mein use kinare mein
so kitni dur talak bahte ek dhaare mein

mujhe bhi paD gai aadat darogh-goi ki
wo mujh se puchhta rahta tha mere bare mein

ye karobar-e-mohabbat hai tum na samjhoge
hua hai mujh ko bahut faeda KHasare mein

kahan raha wo guman ab ki hain zamana-shanas
ulajh ke rah gae zu-mani ek ishaare mein

ajib baat sahi KHud ko dad-e-fan dena
kisi ke lams ki KHushbu hai istiare mein

(459) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein written by Sabir at UrduPoint. Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein is one of the masterpieces written by Sabir. You can also find the complete poetry collection of Sabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir' above.

Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Qarar Bhanwar Mein Use Kinare Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.