KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya, Urdu Ghazal By Sabir

KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir. KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوبیوں کو مسخ کر کے عیب جیسا کر دیا

صابر

خوبیوں کو مسخ کر کے عیب جیسا کر دیا

ہم نے یوں عیبوں کی آبادی کو دونا کر دیا

طے تو یہ تھا ہر بدی کی انتہا تک جائیں گے

بے خیالی میں یہ کیسا کام اچھا کر دیا

مجھ سے کل محفل میں اس نے مسکرا کر بات کی

وہ مرا ہو ہی نہیں سکتا یہ پکا کر دیا

چلچلاتی دھوپ تھی لیکن تھا سایہ ہم قدم

سائباں کی چھاؤں نے مجھ کو اکیلا کر دیا

میں بھی اب کچھ کچھ سمجھنے لگ گیا ہوں اے طبیب

درد نے سینے میں اٹھ کر کیا اشارہ کر دیا

صابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya

Sabir

KHubiyon ko masKH kar ke aib jaisa kar diya
hum ne yun aibon ki aabaadi ko duna kar diya

tai to ye tha har badi ki intiha tak jaenge
be-KHayali mein ye kaisa kaam achchha kar diya

mujh se kal mahfil mein us ne muskura kar baat ki
wo mera ho hi nahin sakta ye pakka kar diya

chilchilati-dhup thi lekin tha saya ham-qadam
saeban ki chhanw ne mujh ko akela kar diya

main bhi ab kuchh kuchh samajhne lag gaya hun ai tabib
dard ne sine mein uTh kar kya ishaara kar diya

(474) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya written by Sabir at UrduPoint. KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya is one of the masterpieces written by Sabir. You can also find the complete poetry collection of Sabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir' above.

KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHubiyon Ko MasKH Kar Ke Aib Jaisa Kar Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.