Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye, Urdu Ghazal By Sachin Mehrotra

Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sachin Mehrotra. Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کو چاہا تھا زندگی کے لیے

سچن مہروترا

جس کو چاہا تھا زندگی کے لیے

وہ ملا ہم کو دو گھڑی کے لیے

چاند کو دیکھتے تو سب ہیں مگر

چاند ہوتا نہیں سبھی کے لیے

غم کو اب غم نہیں سمجھتا ہے

اتنا ترسا ہے دل خوشی کے لیے

ان چراغوں میں روشنی ہے بہت

دل جلاؤ نہ دل لگی کے لیے

غم کے دریا کو پار کر لینا

کتنا مشکل ہے آدمی کے لیے

موت کے ڈر سے لوگ زندہ ہیں

کوئی جیتا نہیں کسی کے لیے

سچن مہروترا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye

Sachin Mehrotra

jis ko chaha tha zindagi ke liye
wo mila hum ko do ghaDi ke liye

chand ko dekhte to sab hain magar
chand hota nahin sabhi ke liye

gham ko ab gham nahin samajhta hai
itna tarsa hai dil KHushi ke liye

in charaghon mein raushni hai bahut
dil jalao na dil-lagi ke liye

gham ke dariya ko par kar lena
kitna mushkil hai aadmi ke liye

maut ke Dar se log zinda hain
koi jita nahin kisi ke liye

(166) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye written by Sachin Mehrotra at UrduPoint. Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye is one of the masterpieces written by Sachin Mehrotra. You can also find the complete poetry collection of Sachin Mehrotra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sachin Mehrotra' above.

Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ko Chaha Tha Zindagi Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.