Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai, Urdu Ghazal By Sadaf Lucknowi

Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadaf Lucknowi. Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم ترا غم بھی ہے تسکین کا پیغام بھی ہے

صدف لکھنوی

غم ترا غم بھی ہے تسکین کا پیغام بھی ہے

ہے اگر عشق میں تکلیف تو آرام بھی ہے

آمد و رفت کا ہے کھیل تماشا سارا

زندگی بھی ہے نفس موت کا پیغام بھی ہے

یاد محدود نہیں روزہ نمازوں پہ فقط

دن بھی ہے رات بھی ہے صبح بھی ہے شام بھی ہے

یہ بتاتے ہیں لفافے پہ ہمارے آنسو

جذبۂ عشق میں ڈوبا ہوا پیغام بھی ہے

نام بدلا ہے صدفؔ حسب ضرورت میں نے

نام معبود خدا ہی کی طرح رام بھی ہے

صدف لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai

Sadaf Lucknowi

gham tera gham bhi hai taskin ka paigham bhi hai
hai agar ishq mein taklif to aaram bhi hai

aamad-o-raft ka hai khel-tamasha sara
zindagi bhi hai nafas maut ka paigham bhi hai

yaad mahdud nahin roza namazon pe faqat
din bhi hai raat bhi hai subh bhi hai sham bhi hai

ye batate hain lifafe pe hamare aansu
jazba-e-ishq mein Duba hua paigham bhi hai

nam badla hai 'sadaf' hasb-e-zarurat main ne
nam mabud-e-KHuda hi ki tarah ram bhi hai

(458) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai written by Sadaf Lucknowi at UrduPoint. Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai is one of the masterpieces written by Sadaf Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Sadaf Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadaf Lucknowi' above.

Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Tera Gham Bhi Hai Taskin Ka Paigham Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.