Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya, Urdu Ghazal By Sadiq

Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadiq. Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ چیر کے آکاش زمیں پر اتر آیا

صادق

وہ چیر کے آکاش زمیں پر اتر آیا

جلتا ہوا سورج مری آنکھوں میں در آیا

لہروں نے کئی بار مرے در پہ دی دستک

پھر ساتھ مجھے لینے سمندر ادھر آیا

وہ زیست کے اس پار کی تھاہ لینے گیا تھا

پر لوٹ کے اب تک نہ مرا ہم سفر آیا

فرصت ہو تو یہ جسم بھی مٹی میں دبا دو

لو پھر میں زماں اور مکاں سے ادھر آیا

صادق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya

Sadiq

wo chir ke aakash zamin par utar aaya
jalta hua suraj meri aankhon mein dar aaya

lahron ne kai bar mere dar pe di dastak
phir sath mujhe lene samundar idhar aaya

wo zist ke us par ki thah lene gaya tha
par lauT ke ab tak na mera ham-safar aaya

fursat ho to ye jism bhi miTTi mein daba do
lo phir main zaman aur makan se idhar aaya

(415) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya written by Sadiq at UrduPoint. Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya is one of the masterpieces written by Sadiq. You can also find the complete poetry collection of Sadiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiq' above.

Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Chir Ke Aakash Zamin Par Utar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.