Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai, Urdu Ghazal By Sadique Indori

Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadique Indori. Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک اک لمحہ مجھے زیست سے بے زاری ہے

صادق اندوری

ایک اک لمحہ مجھے زیست سے بے زاری ہے

میری ہر سانس سلگتی ہوئی چنگاری ہے

کیا ہی اوراق مصور ہیں کتاب دل کے

خون ارماں سے ہر اک صفحے پہ گل کاری ہے

زخم ہی زخم ہیں آنکھوں سے لگا کر دل تک

سوچ میں ہوں کہ یہ کس قسم کی دل داری ہے

یہ سمٹتے ہوئے سائے یہ لرزتے در و بام

اک نئی صبح کے اعلان کی تیاری ہے

ہر قدم پر نظر آتے ہیں صلیبوں کے ستون

یہ کوئی خواب ہے یا عالم بیداری ہے

کیوں اٹھیں پاؤں جنوں کے سوئے منزل صادقؔ

ایک اک گام سلاسل کی گراں باری ہے

صادق اندوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai

Sadique Indori

ek ek lamha mujhe zist se be-zari hai
meri har sans sulagti hui chingari hai

kya hi auraq musawwar hain kitab-e-dil ke
KHun-e-arman se har ek safhe pe gul-kari hai

zaKHm hi zaKHm hain aankhon se laga kar dil tak
soch mein hun ki ye kis qism ki dildari hai

ye simaTte hue sae ye larazte dar-o-baam
ek nai subh ke elan ki tayyari hai

har qadam par nazar aate hain salibon ke sutun
ye koi KHwab hai ya aalam-e-bedari hai

kyun uThen panw junun ke su-e-manzil 'sadiq'
ek ek gam salasil ki giran-bari hai

(307) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai written by Sadique Indori at UrduPoint. Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai is one of the masterpieces written by Sadique Indori. You can also find the complete poetry collection of Sadique Indori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadique Indori' above.

Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Ek Lamha Mujhe Zist Se Be-zari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.