Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai, Urdu Ghazal By Saeed Ahmad Akhtar

Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Ahmad Akhtar. Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر گل سے ہر خار سے الجھا رہتا ہے

سعید احمد اختر

ہر گل سے ہر خار سے الجھا رہتا ہے

دل ہے اپنے یار سے الجھا رہتا ہے

پھول خفا رہتے ہیں اپنی شاخوں سے

در اپنی دیوار سے الجھا رہتا ہے

میری جوانی کا ساتھی مرا آئینہ

چاندی کے ہر تار سے الجھا رہتا ہے

جانے میرا شاعر بیٹا کیوں اکثر

دادا کی تلوار سے الجھا رہتا ہے

لوگ تو آخر لوگ ہیں ان سے کیا شکوہ

عیسیٰ کیوں بیمار سے الجھا رہتا ہے

مورت بنتی ٹوٹتی بنتی رہتی ہے

فن اپنے فن کار سے الجھا رہتا ہے

سعید احمد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai

Saeed Ahmad Akhtar

har gul se har KHar se uljha rahta hai
dil hai apne yar se uljha rahta hai

phul KHafa rahte hain apni shaKHon se
dar apni diwar se uljha rahta hai

meri jawani ka sathi mera aaina
chandi ke har tar se uljha rahta hai

jaane mera shair beTa kyun aksar
dada ki talwar se uljha rahta hai

log to aaKHir log hain un se kya shikwa
isa kyun bimar se uljha rahta hai

murat banti TuTti banti rahti hai
fan apne fankar se uljha rahta hai

(485) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai written by Saeed Ahmad Akhtar at UrduPoint. Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai is one of the masterpieces written by Saeed Ahmad Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Ahmad Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Ahmad Akhtar' above.

Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.