Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain, Urdu Ghazal By Saeed Ahmad Akhtar

Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Ahmad Akhtar. Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صرف ان کے کوچے میں جاں بچھا کے چلتے ہیں

سعید احمد اختر

صرف ان کے کوچے میں جاں بچھا کے چلتے ہیں

ورنہ چاہنے والے سر اٹھا کے چلتے ہیں

کیا گنہ ہوا ان سے کیوں تری گلی کے لوگ

اپنے گھر کے اندر بھی منہ چھپا کے چلتے ہیں

ہاں خدا بھی ہو شاید کوئی اپنی بستی کا

حکم اس جگہ سارے ناخدا کے چلتے ہیں

زخم بھی نہیں لگتے خون بھی نہیں بہتا

تیر اس کی محفل میں کس بلا کے چلتے ہیں

شام کو انہیں اخترؔ گلستاں میں دیکھیں گے

جب وہ اپنی زلفوں میں دل سجا کے چلتے ہیں

سعید احمد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain

Saeed Ahmad Akhtar

sirf un ke kuche mein jaan bichha ke chalte hain
warna chahne wale sar uTha ke chalte hain

kya gunah hua un se kyun teri gali ke log
apne ghar ke andar bhi munh chhupa ke chalte hain

han KHuda bhi ho shayad koi apni basti ka
hukm us jagah sare naKHuda ke chalte hain

zaKHm bhi nahin lagte KHun bhi nahin bahta
tir us ki mahfil mein kis bala ke chalte hain

sham ko unhen 'aKHtar' gulistan mein dekhenge
jab wo apni zulfon mein dil saja ke chalte hain

(436) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain written by Saeed Ahmad Akhtar at UrduPoint. Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain is one of the masterpieces written by Saeed Ahmad Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Ahmad Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Ahmad Akhtar' above.

Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.