Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai, Urdu Ghazal By Saeed Ahmad Akhtar

Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Ahmad Akhtar. Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیوں جیب میں ملا مری تقدیر لیے ہے

سعید احمد اختر

کیوں جیب میں ملا مری تقدیر لیے ہے

کیوں راہ کا ہر موڑ کوئی پیر لیے ہے

کرتا ہے شب و روز جو سرکار کی تعریف

یہ شخص بھی شاید کوئی جاگیر لیے ہے

سر ایک بھی میں نے یہاں اونچا نہیں دیکھا

پاگل ہے جو اب ہاتھ میں شمشیر لیے ہے

ہر پیڑ سے آتی ہے مرے دوست کی خوشبو

ہر پھول مرے شوخ کی تصویر لیے ہے

اک اجنبی ملتا ہے بڑے پیار سے اخترؔ

کیا وہ بھی کوئی حسرت دلگیر لیے ہے

سعید احمد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai

Saeed Ahmad Akhtar

kyun jeb mein mulla meri taqdir liye hai
kyun rah ka har moD koi pir liye hai

karta hai shab-o-roz jo sarkar ki tarif
ye shaKHs bhi shayad koi jagir liye hai

sar ek bhi main ne yahan uncha nahin dekha
pagal hai jo ab hath mein shamshir liye hai

har peD se aati hai mere dost ki KHushbu
har phul mere shoKH ki taswir liye hai

ek ajnabi milta hai baDe pyar se 'aKHtar'
kya wo bhi koi hasrat dil-gir liye hai

(467) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai written by Saeed Ahmad Akhtar at UrduPoint. Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai is one of the masterpieces written by Saeed Ahmad Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Ahmad Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Ahmad Akhtar' above.

Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kyun Jeb Mein Mulla Meri Taqdir Liye Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.