Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein, Urdu Ghazal By Saeed Ahmad Akhtar

Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Ahmad Akhtar. Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ حقیقت تو ہوا کرتی تھی انسانوں میں

سعید احمد اختر

کچھ حقیقت تو ہوا کرتی تھی انسانوں میں

وہ بھی باقی نہیں اس دور کے انسانوں میں

وقت کا سیل بہا لے گیا سب کچھ ورنہ

پیار کے ڈھیر لگے تھے مرے گل دانوں میں

شاخ سے کٹنے کا غم ان کو بہت تھا لیکن

پھول مجبور تھے ہنستے رہے گل دانوں میں

ان کی پہچان کی قیمت تو ادا کرنی تھی

جانتا ہے کوئی اپنوں میں نہ بیگانوں میں

سر ہی ہم پھوڑنے جائیں تو کہاں جائیں گے

کھوکھلے کانچ کے بت ہیں ترے بت خانوں میں

سعید احمد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein

Saeed Ahmad Akhtar

kuchh haqiqat to hua karti thi insanon mein
wo bhi baqi nahin is daur ke insanon mein

waqt ka sail baha le gaya sab kuchh warna
pyar ke Dher lage the mere gul-danon mein

shaKH se kaTne ka gham un ko bahut tha lekin
phul majbur the hanste rahe gul-danon mein

un ki pahchan ki qimat to ada karni thi
jaanta hai koi apnon mein na beganon mein

sar hi hum phoDne jaen to kahan jaenge
khokhle kanch ke but hain tere but-KHanon mein

(705) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein written by Saeed Ahmad Akhtar at UrduPoint. Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein is one of the masterpieces written by Saeed Ahmad Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Ahmad Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Ahmad Akhtar' above.

Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Haqiqat To Hua Karti Thi Insanon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.