Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun, Urdu Ghazal By Saeed Shahidi

Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Shahidi. Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم کون و مکاں ہے اور میں ہوں

سعید شہیدی

غم کون و مکاں ہے اور میں ہوں

نشاط جاوداں ہے اور میں ہوں

قفس میں بھی مزے میں کٹ رہی ہے

خیال آشیاں ہے اور میں ہوں

کہاں کا راہبر اور کیسی منزل

غبار کارواں ہے اور میں ہوں

چمن ہے فصل گل ہے چاندنی ہے

حدیث دلبراں ہے اور میں ہوں

مآل امتحاں کیا جانے کیا ہو

مسلسل امتحاں ہے اور میں ہوں

نگاہ برق ہے اور آشیاں ہے

نگاہ باغباں ہے اور میں ہوں

سعیدؔ اب کام کیا دیر و حرم سے

در پیر مغاں ہے اور میں ہوں

سعید شہیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun

Saeed Shahidi

gham-e-kaun-o-makan hai aur main hun
nishat-e-jawedan hai aur main hun

qafas mein bhi maze mein kaT rahi hai
KHayal-e-ashiyan hai aur main hun

kahan ka rahbar aur kaisi manzil
ghubar-e-karwan hai aur main hun

chaman hai fasl-e-gul hai chandni hai
hadis-e-dil-baran hai aur main hun

maal-e-imtihan kya jaane kya ho
musalsal imtihan hai aur main hun

nigah-e-barq hai aur aashiyan hai
nigah-e-baghban hai aur main hun

'said' ab kaam kya dair-o-haram se
dar-e-pir-e-mughan hai aur main hun

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun written by Saeed Shahidi at UrduPoint. Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun is one of the masterpieces written by Saeed Shahidi. You can also find the complete poetry collection of Saeed Shahidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Shahidi' above.

Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham-e-kaun-o-makan Hai Aur Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.