Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui, Urdu Ghazal By Saeed Shahidi

Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Shahidi. Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات کب عازم سفر نہ ہوئی

سعید شہیدی

رات کب عازم سفر نہ ہوئی

وقت کی بات تھی سحر نہ ہوئی

جس سے تقدیر اپنے بس میں ہو

ایسی تدبیر عمر بھر نہ ہوئی

راہبر کب ہوا نہ تیرا خیال

کب تری یاد ہم سفر نہ ہوئی

درد اٹھا بد نصیب دل بیٹھا

یہ تو سب کچھ ہوا سحر نہ ہوئی

ان کو دیکھا ٹپک پڑے آنسو

داستاں اور مختصر نہ ہوئی

دو جہاں دور تھے قریب تھا میں

میری جانب کبھی نظر نہ ہوئی

رحم آیا کبھی نہ ان کو سعیدؔ

شام غم کی کبھی سحر نہ ہوئی

سعید شہیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui

Saeed Shahidi

raat kab aazim-e-safar na hui
waqt ki baat thi sahar na hui

jis se taqdir apne bas mein ho
aisi tadbir umr bhar na hui

rahbar kab hua na tera KHayal
kab teri yaad ham-safar na hui

dard uTha bad-nasib dil baiTha
ye to sab kuchh hua sahar na hui

un ko dekha Tapak paDe aansu
dastan aur muKHtasar na hui

do jahan dur the qarib tha main
meri jaanib kabhi nazar na hui

rahm aaya kabhi na un ko 'said'
sham-e-gham ki kabhi sahar na hui

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui written by Saeed Shahidi at UrduPoint. Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui is one of the masterpieces written by Saeed Shahidi. You can also find the complete poetry collection of Saeed Shahidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Shahidi' above.

Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Kab Aazim-e-safar Na Hui, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.