Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao, Urdu Ghazal By Saeed Ul Zafar Chughtai

Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Ul Zafar Chughtai. Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوال پوچھے ہیں شب نے جواب لے آؤ

سعید الظفر چغتائی

سوال پوچھے ہیں شب نے جواب لے آؤ

نئی سحر کے لئے آفتاب لے آؤ

نہ رات ہے نہ خیالات شب نہ خواب سحر

جو دن کی جوت جگا دیں وہ خواب لے آؤ

برا نہیں ہے جو لکھ جائیں اب بھی چند ورق

جو آج تک ہے ادھوری کتاب لے آؤ

نقاب الٹتی ہے چہرے سے روز تازہ سحر

نگاہ میں بھی کوئی انقلاب لے آؤ

بہار آئے گی گلشن میں سیر گل ہوگی

نظر میں فکر میں دل میں شباب لے آؤ

سعید الظفر چغتائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao

Saeed Ul Zafar Chughtai

sawal puchhe hain shab ne jawab le aao
nai sahar ke liye aaftab le aao

na raat hai na KHayalat-e-shab na KHwab-e-sahar
jo din ki jot jaga den wo KHwab le aao

bura nahin hai jo likh jaen ab bhi chand waraq
jo aaj tak hai adhuri kitab le aao

naqab ulaTti hai chehre se roz taza sahar
nigah mein bhi koi inqalab le aao

bahaar aaegi gulshan mein sair-e-gul hogi
nazar mein fikr mein dil mein shabab le aao

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao written by Saeed Ul Zafar Chughtai at UrduPoint. Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao is one of the masterpieces written by Saeed Ul Zafar Chughtai. You can also find the complete poetry collection of Saeed Ul Zafar Chughtai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Ul Zafar Chughtai' above.

Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sawal Puchhe Hain Shab Ne Jawab Le Aao, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.