Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi, Urdu Ghazal By Saeed Ul Zafar Chughtai

Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Ul Zafar Chughtai. Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تصور کی دہلیز پر تھی کھڑی

سعید الظفر چغتائی

تصور کی دہلیز پر تھی کھڑی

کلیجے میں کیوں تیر بن کر گڑی

فروزاں ہوئی خلوت ماہتاب

مجھے یاد ہے وہ سماں وہ گھڑی

جھمکنے لگی عرش اعظم کی جوت

نگاہوں پہ اک چھوٹ ایسی پڑی

جو چاہا تھا مانگا نہ تھا مل گیا

لڑی آنکھ اس سے تو ایسی لڑی

کبھی کھلکھلا کر ہنسا بھی کرو

لگائی بہت آنسوؤں کی جھڑی

سعید الظفر چغتائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi

Saeed Ul Zafar Chughtai

tasawwur ki dahliz par thi khaDi
kaleje mein kyon tir ban kar gaDi

farozan hui KHalwat-e-mahtab
mujhe yaad hai wo saman wo ghaDi

jhamakne lagi arsh-e-azam ki jot
nigahon pe ek chhuT aisi paDi

jo chaha tha manga na tha mil gaya
laDi aankh us se to aisi laDi

kabhi khilkhila kar hansa bhi karo
lagai bahut aansuon ki jhaDi

(502) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi written by Saeed Ul Zafar Chughtai at UrduPoint. Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi is one of the masterpieces written by Saeed Ul Zafar Chughtai. You can also find the complete poetry collection of Saeed Ul Zafar Chughtai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Ul Zafar Chughtai' above.

Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tasawwur Ki Dahliz Par Thi KhaDi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.