Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona, Urdu Ghazal By Saeedul Haq Saeed Itawi

Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeedul Haq Saeed Itawi. Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے کسی کے لب رنگیں سے گل افشاں ہونا

سعیدالحق سعید اٹاوی

ہے کسی کے لب رنگیں سے گل افشاں ہونا

لوگ کہتے ہیں جسے فصل بہاراں ہونا

حضرت شیخ خطا سے نہ گریزاں ہونا

اس خطا ہی سے میسر ہوا انساں ہونا

کتنے گستاخ ہیں یہ باد صبا کے جھونکے

چاہتے ہیں تری زلفوں کا پریشاں ہونا

رند گمراہ کو پہلے یہ بتا دے واعظ

کیا ترے دل سے بھی ثابت ہے مسلماں ہونا

اس کو آرام زمانہ میں ملے گا کیسے

جس کی تقدیر میں لکھا ہے پریشاں ہونا

سعیدالحق سعید اٹاوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona

Saeedul Haq Saeed Itawi

hai kisi ke lab-e-rangin se gul-afshan hona
log kahte hain jise fasl-e-bahaaran hona

hazrat-e-shaiKH KHata se na gurezan hona
is KHata hi se mayassar hua insan hona

kitne gustaKH hain ye baad-e-saba ke jhonke
chahte hain teri zulfon ka pareshan hona

rind-e-gumrah ko pahle ye bata de waiz
kya tere dil se bhi sabit hai musalman hona

us ko aaram zamane mein milega kaise
jis ki taqdir mein likkha hai pareshan hona

(407) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona written by Saeedul Haq Saeed Itawi at UrduPoint. Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona is one of the masterpieces written by Saeedul Haq Saeed Itawi. You can also find the complete poetry collection of Saeedul Haq Saeed Itawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeedul Haq Saeed Itawi' above.

Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Kisi Ke Lab-e-rangin Se Gul-afshan Hona, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.