Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye, Urdu Ghazal By Saeedul Haq Saeed Itawi

Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeedul Haq Saeed Itawi. Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موت کو نظروں میں رکھ کر زندگی کو دیکھیے

سعیدالحق سعید اٹاوی

موت کو نظروں میں رکھ کر زندگی کو دیکھیے

دھوپ کا چشمہ لگا کر چاندنی کو دیکھیے

بہر عبرت آپ آ کر جانکنی کو دیکھیے

زندگی کے سلسلہ کی اس کڑی کو دیکھیے

باعث محتاجیٔ روغن ہے پھیکی جن کی ضو

ان چراغوں کی ذرا فاقہ کشی کو دیکھیے

ذیل میں جس کے رقم ہے داستان رنگ و بو

آج اس عنوان کی لا حاصلی کو دیکھیے

ہر قدم پر سر بہ سجدہ ہے فرشتوں کا ہجوم

اشرف المخلوق کی پاکیزگی کو دیکھیے

سعیدالحق سعید اٹاوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye

Saeedul Haq Saeed Itawi

maut ko nazron mein rakh kar zindagi ko dekhiye
dhup ka chashma laga kar chandni ko dekhiye

bahr-e-ibrat aap aa kar jaankani ko dekhiye
zindagi ke silsile ki is kaDi ko dekhiye

bais-e-muhtaji-e-roghan hai phiki jin ki zau
un charaghon ki zara faqa-kashi ko dekhiye

zail mein jis ke raqam hai dastan-e-rang-o-bu
aaj us unwan ki la-hasili ko dekhiye

har qadam par sar-ba-sajda hai farishton ka hujum
ashraf-ul-maKHluq ki pakizgi ko dekhiye

(202) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye written by Saeedul Haq Saeed Itawi at UrduPoint. Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye is one of the masterpieces written by Saeedul Haq Saeed Itawi. You can also find the complete poetry collection of Saeedul Haq Saeed Itawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeedul Haq Saeed Itawi' above.

Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maut Ko Nazron Mein Rakh Kar Zindagi Ko Dekhiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.