Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain, Urdu Ghazal By Safdar Mirzapuri

Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Mirzapuri. Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نزع میں یار کو پیغام وفا دیتے ہیں

صفدر مرزا پوری

نزع میں یار کو پیغام وفا دیتے ہیں

اس دغاباز کو ہم آج دغا دیتے ہیں

نگہ یاس و قلق سے جو ہو پردہ منظور

آئیے آئیے ہم سب کو ہٹا دیتے ہیں

کشتۂ تیغ نگہ زندۂ جاوید ہوا

یہ اشارے ہمیں پیغام وفا دیتے ہیں

گرمیٔ حسن طبیعت وہ ملی ہے صفدرؔ

رنگ دم بھر میں رقیبوں کا اڑا دیتے ہیں

صفدر مرزا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain

Safdar Mirzapuri

naza mein yar ko paigham-e-wafa dete hain
us daghabaz ko hum aaj dagha dete hain

nigah-e-yas-o-qalaq se jo ho parda manzur
aaiye aaiye hum sab ko haTa dete hain

kushta-e-tegh-e-nigah zinda-e-jawed hua
ye ishaare hamein paigham-e-wafa dete hain

garmi-e-husn-e-tabiat wo mili hai 'safdar'
rang dam bhar mein raqibon ka uDa dete hain

(289) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain written by Safdar Mirzapuri at UrduPoint. Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain is one of the masterpieces written by Safdar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Safdar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Mirzapuri' above.

Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naza Mein Yar Ko Paigham-e-wafa Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.