Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai, Urdu Ghazal By Safdar Mirzapuri

Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Mirzapuri. Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ کافر آج مہماں میرے گھر ہے

صفدر مرزا پوری

وہ کافر آج مہماں میرے گھر ہے

کدھر سجدہ کروں کعبہ کدھر ہے

نقاب الٹے ہو عالم بے خبر ہے

چلے آؤ تمہیں اب کس کا ڈر ہے

عدو کے ساتھ اس کو بھی اٹھا دو

یہ چلمن رخنہ انداز نظر ہے

ذرا ہوشیار ہو او مرنے والے

تری بالیں پہ کوئی نوحہ گر ہے

جھکی جاتی ہے سجدے میں جبیں خود

خدا جانے یہ کس کا سنگ در ہے

صفدر مرزا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai

Safdar Mirzapuri

wo kafir aaj mehman mere ghar hai
kidhar sajda karun kaba kidhar hai

naqab ulTe ho aalam be-KHabar hai
chale aao tumhein ab kis ka Dar hai

adu ke sath is ko bhi uTha do
ye chilman raKHna-andaz-e-nazar hai

zara hoshiyar ho o marne wale
teri baalin pe koi nauhagar hai

jhuki jati hai sajde mein jabin KHud
KHuda jaane ye kis ka sang-e-dar hai

(324) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai written by Safdar Mirzapuri at UrduPoint. Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai is one of the masterpieces written by Safdar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Safdar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Mirzapuri' above.

Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Kafir Aaj Mehman Mere Ghar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.