Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana, Urdu Ghazal By Safdar Siddiq Razi

Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Siddiq Razi. Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہاں قیام سے بہتر ہے کوچ کر جانا

صفدر صدیق رضی

یہاں قیام سے بہتر ہے کوچ کر جانا

وہ با خبر تھا جسے ہم نے بے خبر جانا

ہم اس کے دوست ہیں کیا ذکر وصف یار کریں

جسے خود اس کے رقیبوں نے معتبر جانا

جہاں پہ طاق ہیں بغض و ریا کے فن میں تمام

اس ایک شخص نے اخلاص کو ہنر جانا

کچھ اس کے ساتھ سفر سہل بھی نہیں تھا مگر

اب اس کے بعد تو مشکل ہے لوٹ کر جانا

کسی کا دکھ بھی ہو سمجھا ہے اپنا دکھ اس نے

غریب خانہ کسی کا ہو اپنا گھر جانا

صفدر صدیق رضی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana

Safdar Siddiq Razi

yahan qayam se behtar hai kuch kar jaana
wo ba-KHabar tha jise hum ne be-KHabar jaana

hum us ke dost hain kya zikr-e-wasf-e-yar karen
jise KHud us ke raqibon ne mo'atabar jaana

jahan pe taq hain bughz-o-riya ke fan mein tamam
us ek shaKHs ne iKHlas ko hunar jaana

kuchh us ke sath safar sahl bhi nahin tha magar
ab is ke baad to mushkil hai lauT kar jaana

kisi ka dukh bhi ho samjha hai apna dukh us ne
gharib-KHana kisi ka ho apna ghar jaana

(279) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana written by Safdar Siddiq Razi at UrduPoint. Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana is one of the masterpieces written by Safdar Siddiq Razi. You can also find the complete poetry collection of Safdar Siddiq Razi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Siddiq Razi' above.

Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yahan Qayam Se Behtar Hai Kuch Kar Jaana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.