Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata, Urdu Ghazal By Safi Aurangabadi

Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safi Aurangabadi. Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب ایک درد بھی دل میں نظر نہیں آتا

صفی اورنگ آبادی

اب ایک درد بھی دل میں نظر نہیں آتا

کسی کے کام کوئی عمر بھر نہیں آتا

یہ دل بھی دوست فراموش کم نہیں تجھ سے

کہ مدتوں نہیں آتا جدھر نہیں آتا

نہ سوئیں دن کو وہ راتوں کو جاگتے ہیں ضرور

نہیں تو آنکھ میں اتنا اثر نہیں آتا

انہیں کی بات ہیں جو میں نے یاد کر لی ہیں

مگر وہ ان کی زباں کا اثر نہیں آتا

مراقبے میں ہے کیا کیا مشاہدہ اے شیخ

بغیر اس کے نظر میں اثر نہیں آتا

عدم کے نام سے ہر ایک کیوں رہے بشاش

ہر ایک شخص کو لطف سفر نہیں آتا

علاج اور مرض میں نہ تھی کوئی نسبت

ہمارے سامنے اب چارہ گر نہیں آتا

گھٹی ہی جاتی ہیں ہر روز قوتیں دل کی

میں اس کے صدقے جو ارمان بر نہیں آتا

دعا کے ڈھنگ ہی احباب کو نہیں آتے

غلط ہے یہ کہ دعا میں اثر نہیں آتا

وہ درد مول کہ ہو رات دن کی نیند حرام

تو دیکھ آہ میں کیسا اثر نہیں آتا

اسی نے کہہ دیا اچھا ہوا کہ وہ کیا ہے

مری سمجھ میں تو یہ عمر بھر نہیں آتا

صفیؔ کو شاعری آتی ہے وہ بھی کچھ یوں ہی

اسے بس اور تو کوئی ہنر نہیں آتا

صفی اورنگ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata

Safi Aurangabadi

ab ek dard bhi dil mein nazar nahin aata
kisi ke kaam koi umr-bhar nahin aata

ye dil bhi dost faramosh kam nahin tujh se
ki muddaton nahin aata jidhar nahin aata

na soen din ko wo raaton ko jagte hain zarur
nahin to aankh mein itna asar nahin aata

unhin ki baat hain jo main ne yaad kar li hain
magar wo un ki zaban ka asar nahin aata

muraqabe mein hai kya kya mushahida ai shaiKH
baghair us ke nazar mein asar nahin aata

adam ke nam se har ek kyun rahe bashshash
har ek shaKHs ko lutf-e-safar nahin aata

ilaj aur maraz mein na thi koi nisbat
hamare samne ab chaaragar nahin aata

ghuTi hi jati hain har roz quwwaten dil ki
main us ke sadqe jo arman bar nahin aata

dua ke Dhang hi ahbab ko nahin aate
ghalat hai ye ki dua mein asar nahin aata

wo dard mol ki ho raat-din ki nind haram
to dekh aah mein kaisa asar nahin aata

usi ne kah diya achchha hua ki wo kya hai
meri samajh mein to ye umr-bhar nahin aata

safi' ko shairi aati hai wo bhi kuchh yun hi
use bas aur to koi hunar nahin aata

(617) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata written by Safi Aurangabadi at UrduPoint. Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata is one of the masterpieces written by Safi Aurangabadi. You can also find the complete poetry collection of Safi Aurangabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safi Aurangabadi' above.

Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ek Dard Bhi Dil Mein Nazar Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.