Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae, Urdu Ghazal By Saghar Azmi

Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Azmi. Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ آج بھی قریب سے کچھ کہہ کے ہٹ گئے

ساغر اعظمی

وہ آج بھی قریب سے کچھ کہہ کے ہٹ گئے

دنیا سمجھ رہی تھی مرے دن پلٹ گئے

جو تشنہ لب نہ تھے وہ تھے محفل میں غرق جام

خالی تھے جتنے جام وہ پیاسوں میں بٹ گئے

صندل کا میں درخت نہیں تھا تو کس لیے

جتنے تھے غم کے ناگ مجھی سے لپٹ گئے

جب ہاتھ میں قلم تھا تو الفاظ ہی نہ تھے

جب لفظ مل گئے تو مرے ہاتھ کٹ گئے

جینے کا حوصلہ کبھی مرنے کی آرزو

دن یوں ہی دھوپ چھاؤں میں اپنے بھی کٹ گئے

ساغر اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae

Saghar Azmi

wo aaj bhi qarib se kuchh kah ke haT gae
duniya samajh rahi thi mere din palaT gae

jo tishna-lab na the wo the mahfil mein gharq-e-jam
KHali the jitne jam wo pyason mein baT gae

sandal ka main daraKHt nahin tha to kis liye
jitne the gham ke nag mujhi se lipaT gae

jab hath mein qalam tha to alfaz hi na the
jab lafz mil gae to mere hath kaT gae

jine ka hausla kabhi marne ki aarzu
din yun hi dhup chhanw mein apne bhi kaT gae

(515) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae written by Saghar Azmi at UrduPoint. Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae is one of the masterpieces written by Saghar Azmi. You can also find the complete poetry collection of Saghar Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Azmi' above.

Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Aaj Bhi Qarib Se Kuchh Kah Ke HaT Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.