Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale, Urdu Ghazal By Saghar Khayyami

Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Khayyami. Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہ حیات میں بس وہ قدم بڑھا کے چلے

ساغر خیامی

رہ حیات میں بس وہ قدم بڑھا کے چلے

دئے لہو کے سر راہ جو جلا کے چلے

گلوں کو پیار کیا اور گلے لگا کے چلے

چمن میں خاروں سے دامن نہ ہم بچا کے چلے

پتا چلا نہ مسافت کا پا گئے منزل

قدم سے جب بھی قدم دوستو ملا کے چلے

نہیں ہیں واقف اسرار لذت منزل

جو راہ شوق سے کانٹے ہٹا ہٹا کے چلے

ہزار خار ہیں دامن کو تھامنے والے

ہمارے ہاتھ سے آنچل جو تم چھڑا کے چلے

وہ گزریں شوق سے بے خوف و بے خطر ساغرؔ

دکھا کے راستہ منزل کو ہم بتا کے چلے

ساغر خیامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale

Saghar Khayyami

rah-e-hayat mein bas wo qadam baDha ke chale
diye lahu ke sar-e-rah jo jala ke chale

gulon ko pyar kya aur gale laga ke chale
chaman mein KHaron se daman na hum bacha ke chale

pata chala na masafat ka pa gae manzil
qadam se jab bhi qadam dosto mila ke chale

nahin hain waqif-e-asrar-e-lazzat-e-manzil
jo rah-e-shauq se kanTe haTa haTa ke chale

hazar KHar hain daman ko thamne wale
hamare hath se aanchal jo tum chhuDa ke chale

wo guzren shauq se be-KHauf o be-KHatar 'saghar'
dikha ke rasta manzil ko hum bata ke chale

(560) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale written by Saghar Khayyami at UrduPoint. Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale is one of the masterpieces written by Saghar Khayyami. You can also find the complete poetry collection of Saghar Khayyami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Khayyami' above.

Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah-e-hayat Mein Bas Wo Qadam BaDha Ke Chale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.