Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein, Urdu Ghazal By Saghar Nizami

Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Nizami. Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نغمے ہوا نے چھیڑے فطرت کی بانسری میں

ساغر نظامی

نغمے ہوا نے چھیڑے فطرت کی بانسری میں

پیدا ہوئیں زبانیں جنگل کی خامشی میں

اس وقت کی اداسی ہے دیکھنے کے قابل

جب کوئی رو رہا ہو افسردہ چاندنی میں

کچھ تو لطیف ہوتیں گھڑیاں مصیبتوں کی

تم ایک دن تو ملتے دو دن کی زندگی میں

ہنگامۂ تبسم ہے میری ہر خموشی

تم مسکرا رہے ہو دل کی شگفتگی میں

خالی پڑے ہوئے ہیں پھولوں کے سب صحیفے

راز چمن نہاں ہے کلیوں کی خامشی میں

ساغر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein

Saghar Nizami

naghme hawa ne chheDe fitrat ki bansuri mein
paida huin zabanen jangal ki KHamushi mein

us waqt ki udasi hai dekhne ke qabil
jab koi ro raha ho afsurda chandni mein

kuchh to latif hotin ghaDiyan musibaton ki
tum ek din to milte do din ki zindagi mein

hangama-e-tabassum hai meri har KHamoshi
tum muskura rahe ho dil ki shaguftagi mein

KHali paDe hue hain phulon ke sab sahife
raaz-e-chaman nihan hai kaliyon ki KHamushi mein

(410) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein written by Saghar Nizami at UrduPoint. Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein is one of the masterpieces written by Saghar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Saghar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Nizami' above.

Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naghme Hawa Ne ChheDe Fitrat Ki Bansuri Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.