HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh, Urdu Ghazal By Sagheer Ahmad Sagheer

HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sagheer Ahmad Sagheer. HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہونٹ رخسار اور جبیں خاموش

صغیر احمد صغیر

ہونٹ رخسار اور جبیں خاموش

کوئی ہوتا ہے یوں کہیں خاموش

بد گمانی نے بد تمیزی کی

اک متانت سے تھا یقیں خاموش

بولنے لگ گئے در و دیوار

جب مسلسل رہا مکیں خاموش

ایک بادل مچا رہا تھا شور

اس کو سن کر رہی زمیں خاموش

ورنہ میں بولنے ہی والا تھا

خامشی نے کہا نہیں خاموش

اس کے آنے کی دیر تھی صاحب

سب کے سب ہو گئے حسیں خاموش

صغیر احمد صغیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh

Sagheer Ahmad Sagheer

honT ruKHsar aur jabin KHamosh
koi hota hai yun kahin KHamosh

bad-gumani ne bad-tamizi ki
ek matanat se tha yaqin KHamosh

bolne lag gae dar-o-diwar
jab musalsal raha makin KHamosh

ek baadal macha raha tha shor
us ko sun kar rahi zamin KHamosh

warna main bolne hi wala tha
KHamushi ne kaha nahin KHamosh

us ke aane ki der thi sahib
sab ke sab ho gae hasin KHamosh

(362) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh written by Sagheer Ahmad Sagheer at UrduPoint. HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh is one of the masterpieces written by Sagheer Ahmad Sagheer. You can also find the complete poetry collection of Sagheer Ahmad Sagheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sagheer Ahmad Sagheer' above.

HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh is a widely read Urdu Ghazal. If you like HonT RuKHsar Aur Jabin KHamosh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.