Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi, Urdu Ghazal By Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem

Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem. Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شبنم کی نمی دھوپ کی تابش بھی بہت تھی

صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

شبنم کی نمی دھوپ کی تابش بھی بہت تھی

باتوں میں گلے بھی تھے ستائش بھی بہت تھی

کچھ راس بھی آئے تھے بدلتے ہوئے موسم

کچھ پھول کی فطرت میں نمائش بھی بہت تھی

پھر بھی نہ بجھی شمع خیالوں کی تمہارے

آندھی بھی بہت تیز تھی بارش بھی بہت تھی

کچھ ساغر و مینا میں گھلا پیار کا امرت

نظروں کی کبھی اتنی نوازش بھی بہت تھی

کانٹوں میں بھی کیوں روپ نہ آ جاتا گلوں کا

اک شاخ پہ دونوں کی رہائش بھی بہت تھی

ساحل سے نہ کرتے رہیں طوفاں کا نظارہ

ہم ڈوبنے والوں کی یہ خواہش بھی بہت تھی

اس شوخ کی صورت میں کشش تو تھی بلا کی

سیرت میں مگر فطرت سازش بھی بہت تھی

تحریر جو چہروں کی کتابوں میں تھی لکھی

تم غور سے پڑھتے تو نگارش بھی بہت تھی

نکھرا ہوا کیوں رنگ تغزل کا نہ ہوتا

اس میں جو کلیمؔ آپ کی کاوش بھی بہت تھی

صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem

shabnam ki nami dhup ki tabish bhi bahut thi
baaton mein gile bhi the sataish bhi bahut thi

kuchh ras bhi aae the badalte hue mausam
kuchh phul ki fitrat mein numaish bhi bahut thi

phir bhi na bujhi shama KHayalon ki tumhaare
aandhi bhi bahut tez thi barish bhi bahut thi

kuchh saghar-o-mina mein ghula pyar ka amrit
nazron ki kabhi itni nawazish bhi bahut thi

kanTon mein bhi kyon rup na aa jata gulon ka
ek shaKH pe donon ki rihaish bhi bahut thi

sahil se na karte rahen tufan ka nazara
hum Dubne walon ki ye KHwahish bhi bahut thi

us shoKH ki surat mein kashish to thi bala ki
sirat mein magar fitrat-e-sazish bhi bahut thi

tahrir jo chehron ki kitabon mein thi likkhi
tum ghaur se paDhte to nigarish bhi bahut thi

nikhra hua kyon rang taghazzul ka na hota
us mein jo 'kalim' aap ki kawish bhi bahut thi

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Poetry

اظہار جذبۂ دل پوشیدہ دیکھنا

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Izhaar-e-jazba-e-dil-e-poshida Dekhna

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

جلوہ پابند طور ہے اب تک

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Jalwa Paband-e-tur Hai Ab Tak

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

داغ غم حیات فروزاں ہے ان دنوں

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Dagh-e-gham-e-hayat Farozan Hai In Dinon

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

لو بڑھا جاتی ہے زخموں کی صبا شام کے بعد

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Lau Badha Jati Hai Zakhmon Ki Saba Sham Ke Baad

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

اک آرزو نظر سے جھلکتی ضرور ہے

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Ek Aarzu Nazar Se Jhalakti Zarur Hai

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

نہ اب وہ دل ہے نہ وہ درد دل کے افسانے

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Na Ab Wo Dil Hai Na Wo Dard-e-dil Ke Afsane

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

میں نے لکھی لہو سے تو تحریر بول اٹھی

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Maine Likhi Lahu Se To Tahrir Bol Uthi

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

بے خود ہیں تیرے جلوۂ توبہ شکن سے ہم

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem - صاحبزادہ میر برہان علی خاں کلیم

Be-khud Hain Tere Jalwa-e-tauba-shikan Se Hum

Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem Urdu Poetry

You can read Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi written by Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem at UrduPoint. Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi is one of the masterpieces written by Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem. You can also find the complete poetry collection of Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem' above.

Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shabnam Ki Nami Dhup Ki Tabish Bhi Bahut Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.