Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun, Urdu Ghazal By Sahravan Kumar

Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahravan Kumar. Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر میں زمانہ کی لایا گیا ہوں

شرون کمار

نظر میں زمانہ کی لایا گیا ہوں

میں سکہ تھا کھوٹا چلایا گیا ہوں

رہی پورے دن میری آنکھوں پہ پٹی

مگر رات بھر میں جگایا گیا ہوں

یہ کیسے کہوں ساتھ مجھ کو بھی رکھ لے

میں برسوں برس آزمایا گیا ہوں

مرا عالم تیرگی تم نہ پوچھو

میں جلتا دیا تھا بجھایا گیا ہوں

نہیں یوں ہی ہوتی ہے آنکھوں سے بارش

میں دل ہوں کسی کا دکھایا گیا ہوں

شرون کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun

Sahravan Kumar

nazar mein zamana ki laya gaya hun
main sikka tha khoTa chalaya gaya hun

rahi pure din meri aankhon pe paTTi
magar raat-bhar main jagaya gaya hun

ye kaise kahun sath mujh ko bhi rakh le
main barson baras aazmaya gaya hun

mera aalam-e-tirgi tum na puchho
main jalta diya tha bujhaya gaya hun

nahin yun hi hoti hai aankhon se barish
main dil hun kisi ka dukhaya gaya hun

(277) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun written by Sahravan Kumar at UrduPoint. Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun is one of the masterpieces written by Sahravan Kumar. You can also find the complete poetry collection of Sahravan Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahravan Kumar' above.

Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Mein Zamana Ki Laya Gaya Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.