Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain, Urdu Ghazal By Saima Aftab

Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saima Aftab. Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دین و دنیا بھلا کے بیٹھے ہیں

صائمہ آفتاب

دین و دنیا بھلا کے بیٹھے ہیں

رنگ ایسا چڑھا کے بیٹھے ہیں

عشق بھی مقصد حیات نہیں

عشق کو آزما کے بیٹھے ہیں

ایک شکوؤں بھرا کیا میسج

ایک پکچر جلا کے بیٹھے ہیں

پھر مروت میں جست بھر لی اور

پھر نئی چوٹ کھا کے بیٹھے ہیں

بات سے بات بن پڑے اپنی

بات آگے بڑھا کے بیٹھے ہیں

جو مرا ساتھ دینے نکلے تھے

اب وہی لڑکھڑا کے بیٹھے ہیں

ہم اسے یاد کر سکیں فر فر

اس لئے پاس آ کے بیٹھے ہیں

صائمہ آفتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain

Saima Aftab

din-o-duniya bhula ke baiThe hain
rang aisa chaDha ke baiThe hain

ishq bhi maqsad-e-hayat nahin
ishq ko aazma ke baiThe hain

ek shikwon bhara kiya massage
ek picture jala ke baiThe hain

phir murawwat mein jast bhar li aur
phir nai choT kha ke baiThe hain

baat se baat ban paDe apni
baat aage baDha ke baiThe hain

jo mera sath dene nikle the
ab wahi laDkhaDa ke baiThe hain

hum use yaad kar saken far-far
is liye pas aa ke baiThe hain

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain written by Saima Aftab at UrduPoint. Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain is one of the masterpieces written by Saima Aftab. You can also find the complete poetry collection of Saima Aftab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saima Aftab' above.

Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Din-o-duniya Bhula Ke BaiThe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.