Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak, Urdu Ghazal By Sajjad Baqar Rizvi

Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajjad Baqar Rizvi. Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کار وحشت میں بھی مجبور ہے انساں اب تک

سجاد باقر رضوی

کار وحشت میں بھی مجبور ہے انساں اب تک

ہاتھ اپنا ہے اور اپنا ہی گریباں اب تک

دھجیاں میرے گریباں کی اڑی پھرتی ہیں

گونجتا ہے مرے نعروں سے بیاباں اب تک

کب سے میں کنج غم دل میں چھپا بیٹھا ہوں

یاد کرتی ہے مجھے شورش دوراں اب تک

میرے حصے میں بھی ہے دولت بیداریٔ شب

اک خلش سی ہے متاع غم پنہاں اب تک

بت کدہ ٹوٹ کے کعبے کی بنا ڈال گیا

دل جو اجڑا تو ہے اک عمر سے ویراں اب تک

تو گزر گاہ تمنا میں تھا اک پرتو ماہ

میں اندھیروں میں بھٹکتا ہوں ہراساں اب تک

تو وہ سورج تھا کہ موسم کی نہ تھی تجھ کو خبر

میں ہوں آندھی میں چراغ تہ داماں اب تک

میرے احساس کی گرمی مرے دل کی برسات

سب رتیں ہیں تری آنکھوں سے نمایاں اب تک

ایک صورت تھی جو آنکھوں میں لیے پھرتا ہوں

ایک وحشت تھی جو رکھتی ہے پریشاں اب تک

چند یادیں ہیں مری زیست کا حاصل باقرؔ

انہیں یادوں کے سہارے ہوں غزل خواں اب تک

سجاد باقر رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak

Sajjad Baqar Rizvi

kar-e-wahshat mein bhi majbur hai insan ab tak
hath apna hai aur apna hi gareban ab tak

dhajjiyan mere gareban ki uDi phirti hain
gunjta hai mere naron se bayaban ab tak

kab se main kunj-e-gham-e-dil mein chhupa baiTha hun
yaad karti hai mujhe shorish-e-dauran ab tak

mere hisse mein bhi hai daulat-e-bedari-e-shab
ek KHalish si hai mata-e-gham-e-pinhan ab tak

but-kada TuT ke kabe ki bana Dal gaya
dil jo ujDa to hai ek umr se viran ab tak

tu guzargah-e-tamanna mein tha ek partw-e-mah
main andheron mein bhaTakta hun hirasan ab tak

tu wo suraj tha ki mausam ki na thi tujh ko KHabar
main hun aandhi mein charagh-e-tah-e-daman ab tak

mere ehsas ki garmi mere dil ki barsat
sab ruten hain teri aankhon se numayan ab tak

ek surat thi jo aankhon mein liye phirta hun
ek wahshat thi jo rakhti hai pareshan ab tak

chand yaaden hain meri zist ka hasil 'baqar'
inhin yaadon ke sahaare hun ghazal-KHwan ab tak

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak written by Sajjad Baqar Rizvi at UrduPoint. Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak is one of the masterpieces written by Sajjad Baqar Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Sajjad Baqar Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajjad Baqar Rizvi' above.

Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar-e-wahshat Mein Bhi Majbur Hai Insan Ab Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.