Mohabbat Ki Maut, Urdu Nazam By Sajjad Zaheer

Mohabbat Ki Maut is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sajjad Zaheer. Mohabbat Ki Maut comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mohabbat Ki Maut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت کی موت

سجاد ظہیر

تم نے محبت کو مرتے دیکھا ہے؟

چمکتی ہنستی آنکھیں پتھرا جاتی ہیں

دل کے دالانوں میں پریشان گرم لو کے جھکڑ چلتے ہیں

گلابی احساس کے بہتے ہوئے خشک

اور لگتا ہے جیسے

کسی ہری بھری کھیتی پر پالا پڑ جائے!

لیکن یارب

آرزو کے ان مرجھائے سوکھے پھولوں

ان گم شدہ جنتوں سے

کیسی صندلی

دل آویز

خوشبوئیں آتی ہیں!

سجاد ظہیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Ki Maut

Sajjad Zaheer

tum ne mohabbat ko marte dekha hai?
chamakti hansti aankhen pathra jati hain
dil ke dalanon mein pareshan garm lu ke jhakkaD chalte hain

gulabi ehsas ke bahte hue KHushk
aur lagta hai jaise
kisi hari-bhari kheti par pala paD jae!

lekin ya-rab
aarzu ke in murjhae sukhe phulon
in gum-shuda jannaton se
kaisi sandali
dil-awez
KHushbuen aati hain!

(517) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Ki Maut written by Sajjad Zaheer at UrduPoint. Mohabbat Ki Maut is one of the masterpieces written by Sajjad Zaheer. You can also find the complete poetry collection of Sajjad Zaheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajjad Zaheer' above.

Mohabbat Ki Maut is a widely read Urdu Nazam. If you like Mohabbat Ki Maut, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.