Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai, Urdu Ghazal By Salahuddin Faiq Burhanpuri

Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salahuddin Faiq Burhanpuri. Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کو کہتے ہیں قضا یا موت جس کا نام ہے

صلاح الدین فائق برہانپوری

جس کو کہتے ہیں قضا یا موت جس کا نام ہے

واقعی وہ دائمی راحت کا اک پیغام ہے

التزام چارہ سازی اک خیال خام ہے

چارہ گر میرے لئے تکلیف میں آرام ہے

اف رے یہ بیگانگی ہمدرد ہو تو کون ہو

ایک دل تھا وہ بھی صرف کثرت آلام ہے

عرصۂ رفتہ پہ نظریں پڑ رہی ہیں وہم کی

خواب کی تصویر ہے یا زندگی کی شام ہے

اپنی ہستی کا بھی اب آتا نہیں مجھ کو یقیں

الحذر کیسا جنون شوق کا انجام ہے

یہ حقیقت ہے کہ دونوں فطرتاً معصوم ہیں

پاک دامن حسن بھی ہے عشق بھی خوش نام ہے

دیکھتے ہی روح میں اک کیفیت سی آ گئی

ساقیا کیا بادۂ رنگیں کا پیارا جام ہے

اب تو فائقؔ اور بھی مشکل سے کچھ کٹنے لگی

عشق بھی تسکین خاطر کے لئے ناکام ہے

صلاح الدین فائق برہانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai

Salahuddin Faiq Burhanpuri

jis ko kahte hain qaza ya maut jis ka nam hai
waqai wo daimi rahat ka ek paigham hai

iltizam-e-chaarasazi ek KHayal-e-KHam hai
chaaragar mere liye taklif mein aaram hai

uf re ye beganagi hamdard ho to kaun ho
ek dil tha wo bhi sarf-e-kasrat-e-alam hai

arsa-e-rafta pe nazren paD rahi hain wahm ki
KHwab ki taswir hai ya zindagi ki sham hai

apni hasti ka bhi ab aata nahin mujh ko yaqin
al-hazar kaisa junun-e-shauq ka anjam hai

ye haqiqat hai ki donon fitratan masum hain
pak-daman husn bhi hai ishq bhi KHush-nam hai

dekhte hi ruh mein ek kaifiyat si aa gai
saqiya kya baada-e-rangin ka pyara jam hai

ab to 'faiq' aur bhi mushkil se kuchh kaTne lagi
ishq bhi taskin-e-KHatir ke liye nakaam hai

(337) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai written by Salahuddin Faiq Burhanpuri at UrduPoint. Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai is one of the masterpieces written by Salahuddin Faiq Burhanpuri. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Faiq Burhanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Faiq Burhanpuri' above.

Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ko Kahte Hain Qaza Ya Maut Jis Ka Nam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.