Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain, Urdu Ghazal By Saleem Amrohvi

Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Amrohvi. Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ جب بھی قریب آتے ہیں

سلیم امروہوی

آپ جب بھی قریب آتے ہیں

در و دیوار مہک جاتے ہیں

جب سے دیکھا ہے آپ کو ہم نے

آپ کے ہی خیال آتے ہیں

عرش پر چاند جب نہیں ہوتا

کب ستارے یہ جگمگاتے ہیں

اور بھی لوگ ہیں زمانے میں

بس ہمیں آپ ہی تو بھاتے ہیں

پیار میں یہ دکھا دیا ہم نے

پیار کرتے ہیں تو نبھاتے ہیں

یہ سلیمؔ آپ کا تھا آپ کا ہے

لوگ یوں ہی تو خار کھاتے ہیں

سلیم امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain

Saleem Amrohvi

aap jab bhi qarib aate hain
dar-o-diwar mahk jate hain

jab se dekha hai aap ko hum ne
aap ke hi KHayal aate hain

arsh par chand jab nahin hota
kab sitare ye jagmagate hain

aur bhi log hain zamane mein
bas hamein aap hi to bhate hain

pyar mein ye dikha diya hum ne
pyar karte hain to nibhate hain

ye 'salim' aap ka tha aap ka hai
log yunhi to KHar khate hain

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain written by Saleem Amrohvi at UrduPoint. Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain is one of the masterpieces written by Saleem Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Saleem Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Amrohvi' above.

Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Jab Bhi Qarib Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.