Dard Baqi Dawa Nahin Baqi, Urdu Ghazal By Saleem Qadir

Dard Baqi Dawa Nahin Baqi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Qadir. Dard Baqi Dawa Nahin Baqi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Baqi Dawa Nahin Baqi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد باقی دوا نہیں باقی

سلیم قادر

درد باقی دوا نہیں باقی

مجھ میں اب حوصلہ نہیں باقی

کشتیٔ زیست ڈوبنے کو ہے

اس کا اب ناخدا نہیں باقی

کیسی ہیں درمیاں کی دیواریں

ورنہ تو فاصلہ نہیں باقی

محفلیں دید اور ملاقاتیں

ہجر کے ماسوا نہیں باقی

راہزن ہیں سبھی پس پردہ

اب کوئی رہنما نہیں باقی

لوگ سب ہیں دغا کی دلدل میں

کیوں کسی میں وفا نہیں باقی

درد و غم سارے تیرے ہجر میں تھے

اب کوئی عارضہ نہیں باقی

ہائے لوٹا ہے اک نقب زن نے

گھر میں اک بوریا نہیں باقی

یاد آئے سلیمؔ بعد از مرگ

کہتے ہیں سر پھرا نہیں باقی

سلیم قادر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Baqi Dawa Nahin Baqi

Saleem Qadir

dard baqi dawa nahin baqi
mujh mein ab hausla nahin baqi

kashti-e-zist Dubne ko hai
us ka ab naKHuda nahin baqi

kaisi hain darmiyan ki diwaren
warna to fasla nahin baqi

mahfilen did aur mulaqaten
hijr ke ma-siwa nahin baqi

rahzan hain sabhi pas-e-parda
ab koi rahnuma nahin baqi

log sab hain dagha ki daldal mein
kyon kisi mein wafa nahin baqi

dard-o-gham sare tere hijr mein the
ab koi aariza nahin baqi

hae luTa hai ek naqab-zan ne
ghar mein ek boriya nahin baqi

yaad aae 'salim' baad-az-marg
kahte hain sar-phira nahin baqi

(410) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Baqi Dawa Nahin Baqi written by Saleem Qadir at UrduPoint. Dard Baqi Dawa Nahin Baqi is one of the masterpieces written by Saleem Qadir. You can also find the complete poetry collection of Saleem Qadir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Qadir' above.

Dard Baqi Dawa Nahin Baqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Baqi Dawa Nahin Baqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.