Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain, Urdu Ghazal By Saleem Raza Rewa

Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Raza Rewa. Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس طرح سے پھولوں کی ڈالیاں مہکتی ہیں

سلیم رضا ریوا

جس طرح سے پھولوں کی ڈالیاں مہکتی ہیں

میرے گھر کے آنگن میں بیٹیاں مہکتی ہیں

پھول سا بدن تیرا اس قدر معطر ہے

خواب میں بھی چھو لوں تو انگلیاں مہکتی ہیں

ماں نے جو کھلائی تھیں اپنے پیارے ہاتھوں سے

ذہن میں ابھی تک وہ روٹیاں مہکتی ہیں

عمر ساری گزری ہو جس کی حق پرستی میں

اس کی تو قیامت تک نیکیاں مہکتی ہیں

ہو گئی رضاؔ رخصت گھر سے بیٹیاں لیکن

اب تلک نگاہوں میں ڈولیاں مہکتی ہیں

سلیم رضا ریوا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain

Saleem Raza Rewa

jis tarah se phulon ki Daliyan mahakti hain
mere ghar ke aangan mein beTiyan mahakti hain

phul sa badan tera is qadar moattar hai
KHwab mein bhi chhu lun to ungliyan mahakti hain

man ne jo khilai thin apne pyare hathon se
zehn mein abhi tak wo roTiyan mahakti hain

umr sari guzri ho jis ki haq-parasti mein
us ki to qayamat tak nekiyan mahakti hain

ho gai 'raza' ruKHsat ghar se beTiyan lekin
ab talak nigahon mein Doliyan mahakti hain

(498) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain written by Saleem Raza Rewa at UrduPoint. Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain is one of the masterpieces written by Saleem Raza Rewa. You can also find the complete poetry collection of Saleem Raza Rewa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Raza Rewa' above.

Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Tarah Se Phulon Ki Daliyan Mahakti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.