Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai, Urdu Ghazal By Salim Shuja Ansari

Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salim Shuja Ansari. Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی وقت کے بہاؤ میں ہے

سالم شجاع انصاری

زندگی وقت کے بہاؤ میں ہے

آج ہر آدمی تناؤ میں ہے

یہ کہاں آ کے کھو گئے ہم تم

جب سفر آخری پڑاؤ میں ہے

ہم نے دریا پہ رکھ دیا الزام

یہ نہ دیکھا کہ چھید ناؤ میں ہے

دیکھ کر اس نے پھیر لی نظریں

وہ یقیناً کسی دباؤ میں ہے

بکھرا بکھرا وجود ہے اندر

گھر بظاہر تو رکھ رکھاؤ میں ہے

نفرتیں ہیں اسی کے حصے میں

پیار جس شخص کے سبھاؤ میں ہے

آج سالمؔ معاشرہ اپنا

مبتلا کتنے بھید بھاؤ میں ہے

سالم شجاع انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai

Salim Shuja Ansari

zindagi waqt ke bahao mein hai
aaj har aadmi tanaw mein hai

ye kahan aa ke kho gae hum tum
jab safar aaKHiri paDaw mein hai

hum ne dariya pe rakh diya ilzam
ye na dekha ki chhed naw mein hai

dekh kar us ne pher li nazren
wo yaqinan kisi dabao mein hai

bikhra bikhra wajud hai andar
ghar ba-zahir to rakh-rakhaw mein hai

nafraten hain usi ke hisse mein
pyar jis shaKHs ke subhaw mein hai

aaj 'salim' muashra apna
mubtala kitne bhed-bhaw mein hai

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai written by Salim Shuja Ansari at UrduPoint. Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai is one of the masterpieces written by Salim Shuja Ansari. You can also find the complete poetry collection of Salim Shuja Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salim Shuja Ansari' above.

Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Waqt Ke Bahao Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.