Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain, Urdu Ghazal By Sandeep Gupte

Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sandeep Gupte. Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم احتیاط کی ایسی مثال دیتے ہیں

سندیپ گپتے

ہم احتیاط کی ایسی مثال دیتے ہیں

تمہارا ذکر بھی آئے تو ٹال دیتے ہیں

دکھاتے پھرتے نہیں دل کے زخم دنیا کو

تمام درد کو شعروں میں ڈھال دیتے ہیں

تمہیں بھلانے کی کوشش میں بے سبب ہم بھی

خود اپنے آپ کو مشکل میں ڈال دیتے ہیں

ہم انتخاب میں زیادہ نہیں الجھتے ہیں

اگر غرض پڑے سکہ اچھال دیتے ہیں

ہمیں قبول نہیں چھوٹا منہ بڑی باتیں

مثال بنتے ہیں اور پھر مثال دیتے ہیں

سندیپ گپتے

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain

Sandeep Gupte

hum ehtiyat ki aisi misal dete hain
tumhaara zikr bhi aae to Tal dete hain

dikhate phirte nahin dil ke zaKHm duniya ko
tamam dard ko sheron mein Dhaal dete hain

tumhein bhulane ki koshish mein be-sabab hum bhi
KHud apne aap ko mushkil mein Dal dete hain

hum intiKHab mein ziyaada nahin ulajhte hain
agar gharaz paDe sikka uchhaal dete hain

hamein qubul nahin chhoTa munh baDi baaten
misal bante hain aur phir misal dete hain

(820) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain written by Sandeep Gupte at UrduPoint. Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain is one of the masterpieces written by Sandeep Gupte. You can also find the complete poetry collection of Sandeep Gupte by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sandeep Gupte' above.

Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Ehtiyat Ki Aisi Misal Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.