KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai, Urdu Ghazal By Sandeep Shajar

KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sandeep Shajar. KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہشوں کا مقام تھوڑی ہے

سندیپ شجر

خواہشوں کا مقام تھوڑی ہے

دل کا کوئی نظام تھوڑی ہے

عمر ہے یہ مرض بھی ہونا ہے

اب کوئی روک تھام تھوڑی ہے

یوں ہی بس ہاں میں ہاں ملاتے ہیں

آپ کا احترام تھوڑی ہے

شاعری بے لباس اف توبہ

بزم ہے یہ حمام تھوڑی ہے

داد و تحسین سب اسی کی ہے

میرا خود کا کلام تھوڑی ہے

سندیپ شجر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai

Sandeep Shajar

KHwahishon ka maqam thoDi hai
dil ka koi nizam thoDi hai

umr hai ye maraz bhi hona hai
ab koi rok tham thoDi hai

yun hi bas han mein han milate hain
aap ka ehtiram thoDi hai

shairi be-libas uf tauba
bazm hai ye hamam thoDi hai

dad-o-tahsin sab usi ki hai
mera KHud ka kalam thoDi hai

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai written by Sandeep Shajar at UrduPoint. KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai is one of the masterpieces written by Sandeep Shajar. You can also find the complete poetry collection of Sandeep Shajar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sandeep Shajar' above.

KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahishon Ka Maqam ThoDi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.