Aawargi Hawaon Ki, Urdu Nazam By Saqi Javed

Aawargi Hawaon Ki is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Saqi Javed. Aawargi Hawaon Ki comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Aawargi Hawaon Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آوارگی ہواؤں کی

ساقی جاوید

ابھی نہیں

ابھی موسم نہیں بہاروں کا

ابھی تو برف بھی پگھلی نہیں ہے ہونٹوں کی

ابھی تو رنگ بھی بدلا نہیں ہے زخموں کا

ابھی تو دشت سے لوٹے نہیں ہیں سودائی

گھروں کے دیپ ابھی روشنی نہیں دیں گے

ابھی چراغ جلانے کی رت نہیں آئی

ابھی نہیں

ابھی موسم نہیں بہاروں کا

ابھی تو دیکھیے آوارگی ہواؤں کی

ہمارے شہر سے ہو کر کدھر کو جاتی ہے

ابھی تو دیکھیے دست خزاں کی شب کاری

ہماری آنکھ کے کتنے دیے بجھاتی ہے

ابھی تو دیکھیے دل کے گلاب کی سرخی

چمن کی دھوپ میں کس کس کو راس آتی ہے

ابھی نہیں

ابھی موسم نہیں بہاروں کا

گھروں کے دیپ ابھی روشنی نہیں دیں گے

ساقی جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aawargi Hawaon Ki

Saqi Javed

abhi nahin
abhi mausam nahin bahaaron ka
abhi to barf bhi pighli nahin hai honTon ki
abhi to rang bhi badla nahin hai zaKHmon ka
abhi to dasht se lauTe nahin hain saudai
gharon ke dip abhi raushni nahin denge
abhi charagh jalane ki rut nahin aai
abhi nahin
abhi mausam nahin bahaaron ka
abhi to dekhiye aawargi hawaon ki
hamare shahar se ho kar kidhar ko jati hai
abhi to dekhiye dast-e-KHizan ki shab-kari
hamari aankh ke kitne diye bujhati hai
abhi to dekhiye dil ke gulab ki surKHi
chaman ki dhup mein kis kis ko ras aati hai
abhi nahin
abhi mausam nahin bahaaron ka
gharon ke dip abhi raushni nahin denge

(608) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aawargi Hawaon Ki written by Saqi Javed at UrduPoint. Aawargi Hawaon Ki is one of the masterpieces written by Saqi Javed. You can also find the complete poetry collection of Saqi Javed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqi Javed' above.

Aawargi Hawaon Ki is a widely read Urdu Nazam. If you like Aawargi Hawaon Ki, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.