Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun, Urdu Ghazal By Saqib Kaif

Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Kaif. Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمانے کی نظر سے دیکھتا ہوں میں کہاں ہوں

ثاقب کیف

زمانے کی نظر سے دیکھتا ہوں میں کہاں ہوں

یہ تنہائی میں اکثر سوچتا ہوں میں کہاں ہوں

کہا اس نے مجھے اس کو محبت ہے کسی سے

میں اپنے آپ سے یہ پوچھتا ہوں میں کہاں ہوں

وہ مجھ سے روٹھ کر پھر ہو گیا نظروں سے اوجھل

میں اس لمحے سے اب تک ڈھونڈھتا ہوں میں کہاں ہوں

یہ وہ گاؤں ہے یا پھر شہر در آیا ہے اس میں

میں ہر اک شخص سے یہ پوچھتا ہوں میں کہاں ہوں

مسافر ہے یہاں سارے یہ دنیا اک سفر ہے

یہاں رکنا ہے کتنا جانتا ہوں میں کہاں ہوں

ثاقب کیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun

Saqib Kaif

zamane ki nazar se dekhta hun main kahan hun
ye tanhai mein aksar sochta hun main kahan hun

kaha us ne mujhe us ko mohabbat hai kisi se
main apne aap se ye puchhta hun main kahan hun

wo mujh se ruTh kar phir ho gaya nazron se ojhal
main us lamhe se ab tak DhunDhta hun main kahan hun

ye wo ganw hai ya phir shahr dar aaya hai is mein
main har ek shaKHs se ye puchhta hun main kahan hun

musafir hai yahan sare ye duniya ek safar hai
yahan rukna hai kitna jaanta hun main kahan hun

(362) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun written by Saqib Kaif at UrduPoint. Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun is one of the masterpieces written by Saqib Kaif. You can also find the complete poetry collection of Saqib Kaif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Kaif' above.

Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamane Ki Nazar Se Dekhta Hun Main Kahan Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.