KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai, Urdu Ghazal By Saqib Kanpuri

KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Kanpuri. KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا جانے کہاں سے یہ کہاں تک بات پہنچی ہے

ثاقب کانپوری

خدا جانے کہاں سے یہ کہاں تک بات پہنچی ہے

کہ محفل میں ہماری داستاں تک بات پہنچی ہے

چھڑا جب ذکر گلشن میں گلوں کے رنگ و نکہت کا

کسی کے گیسوئے عنبر فشاں تک بات پہنچی ہے

بہت کوشش تو کی اخفائے راز عشق کی میں نے

کسی کے ہجر میں لیکن فغاں تک بات پہنچی ہے

میں اس دنیا میں وہ واماندۂ منزل ہوں اے ثاقبؔ

مری بربادیوں کی کارواں تک بات پہنچی ہے

ثاقب کانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai

Saqib Kanpuri

KHuda jaane kahan se ye kahan tak baat pahunchi hai
ki mahfil mein hamari dastan tak baat pahunchi hai

chhiDa jab zikr gulshan mein gulon ke rang-o-nikhat ka
kisi ke gesu-e-ambar-fishan tak baat pahunchi hai

bahut koshish to ki iKHfa-e-raaz-e-ishq ki main ne
kisi ke hijr mein lekin fughan tak baat pahunchi hai

main is duniya mein wo wamanda-e-manzil hun ai 'saqib'
meri barbaadiyon ki karwan tak baat pahunchi hai

(415) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai written by Saqib Kanpuri at UrduPoint. KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai is one of the masterpieces written by Saqib Kanpuri. You can also find the complete poetry collection of Saqib Kanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Kanpuri' above.

KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Jaane Kahan Se Ye Kahan Tak Baat Pahunchi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.