Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa, Urdu Ghazal By Sara Khan

Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sara Khan. Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حذر کی آخری حد کا عذاب ہونا پڑا

سارہ خان

حذر کی آخری حد کا عذاب ہونا پڑا

ہمیں بھی مصلحتاً بازیاب ہونا پڑا

ترے حواس پہ طاری تھا اب بچھڑ جانا

میں ہوش میں تھی مگر نیم خواب ہونا پڑا

ہمیں کوئی تو سنے ایک آرزو میں فقط

کسی کے ہاتھ میں کھیلے رباب ہونا پڑا

تری کتاب کا ہر لفظ جس کا چہرہ تھا

یہ کیا ستم کہ اسے صرف باب ہونا پڑا

تو شاہ تھا ہی نہیں فقر تیرا پیشہ تھا

ہو خیر تیری تجھے کیوں خراب ہونا پڑا

سارہ خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa

Sara Khan

hazar ki aaKHiri had ka azab hona paDa
hamein bhi maslahatan bazyab hona paDa

tere hawas pe tari tha ab bichhaD jaana
main hosh mein thi magar nim-KHwab hona paDa

hamein koi to sune ek aarzu mein faqat
kisi ke hath mein khele rabab hona paDa

teri kitab ka har lafz jis ka chehra tha
ye kya sitam ki use sirf bab hona paDa

tu shah tha hi nahin faqr tera pesha tha
ho KHair teri tujhe kyon KHarab hona paDa

(325) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa written by Sara Khan at UrduPoint. Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa is one of the masterpieces written by Sara Khan. You can also find the complete poetry collection of Sara Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sara Khan' above.

Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hazar Ki AaKHiri Had Ka Azab Hona PaDa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.