Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain, Urdu Ghazal By Sardar Genda Singh Mashriqi

Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Genda Singh Mashriqi. Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو تمہیں یاد کیا کرتے ہیں

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

جو تمہیں یاد کیا کرتے ہیں

آہ و فریاد کیا کرتے ہیں

کام ان کا ہے شب و روز یہی

ستم ایجاد کیا کرتے ہیں

تیرے مے خانہ کو اے پیر مغاں

ہمیں آباد کیا کرتے ہیں

اپنی وحشت سے ترے دیوانے

دشت آباد کیا کرتے ہیں

جام مے پی کے شب فرقت میں

دل کو ہم شاد کیا کرتے ہیں

مسئلے شیخ کے جو سنتے ہیں

عمر برباد کیا کرتے ہیں

مشرقیؔ کوئی سنے یا نہ سنے

ہم تو فریاد کیا کرتے ہیں

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain

Sardar Genda Singh Mashriqi

jo tumhein yaad kiya karte hain
aah-o-fariyaad kiya karte hain

kaam un ka hai shab-o-roz yahi
sitam ijad kiya karte hain

tere mai-KHane ko ai pir-e-mughan
hamin aabaad kiya karte hain

apni wahshat se tere diwane
dasht aabaad kiya karte hain

jam-e-mai pi ke shab-e-furqat mein
dil ko hum shad kiya karte hain

masale shaiKH ke jo sunte hain
umr barbaad kiya karte hain

'mashriqi' koi sune ya na sune
hum to fariyaad kiya karte hain

(329) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sardar Genda Singh Mashriqi Poetry

You can read Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain written by Sardar Genda Singh Mashriqi at UrduPoint. Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain is one of the masterpieces written by Sardar Genda Singh Mashriqi. You can also find the complete poetry collection of Sardar Genda Singh Mashriqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Genda Singh Mashriqi' above.

Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Tumhein Yaad Kiya Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.