Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana, Urdu Ghazal By Sardar Khan Soz

Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Khan Soz. Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کوئی بات ہوئی مل کے جدا ہو جانا

سردار خان سوز

یہ کوئی بات ہوئی مل کے جدا ہو جانا

کاش آئے تمہیں پابند وفا ہو جانا

اس تصور ہی سے دل کانپ رہا ہے میرا

میرے محبوب کا اور مجھ سے جدا ہو جانا

یہ سر عرش معلیٰ بھی پہنچ جائے تو کیا

نہیں ممکن کبھی انساں کا خدا ہو جانا

اہل محفل نے تو سمجھا تھا حقیقت اس کو

اک دکھاوا تھا ترا مجھ سے خفا ہو جانا

آرزو ہے مری تقدیر میں لکھا ہوتا

رہ گزر میں تری نقش کف پا ہو جانا

حاصل عمر رواں اس کے سوا کچھ بھی نہیں

سوزؔ اس جان تمنا پہ فدا جانا

سردار خان سوز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana

Sardar Khan Soz

ye koi baat hui mil ke juda ho jaana
kash aae tumhein paband-e-wafa ho jaana

is tasawwur hi se dil kanp raha hai mera
mere mahbub ka aur mujh se juda ho jaana

ye sar-e-arsh-e-mualla bhi pahunch jae to kya
nahin mumkin kabhi insan ka KHuda ho jaana

ahl-e-mahfil ne to samjha tha haqiqat is ko
ek dikhawa tha tera mujh se KHafa ho jaana

aarzu hai meri taqdir mein likkha hota
rahguzar mein teri naqsh-e-kaf-e-pa ho jaana

hasil-e-umr-e-rawan is ke siwa kuchh bhi nahin
'soz' us jaan-e-tamanna pe fida jaana

(507) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana written by Sardar Khan Soz at UrduPoint. Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana is one of the masterpieces written by Sardar Khan Soz. You can also find the complete poetry collection of Sardar Khan Soz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Khan Soz' above.

Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Koi Baat Hui Mil Ke Juda Ho Jaana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.