Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai, Urdu Ghazal By Sarmad Khan

Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarmad Khan. Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کسی جسم کی اداسی ہے

سرمد خان

یہ کسی جسم کی اداسی ہے

جو مسلسل مجھے بلاتی ہے

منزلیں ٹھیک ہے الگ ہوں گی

بات تو یار راستے کی ہے

روتے روتے کسی سہارے کو

پیٹھ دیوار سے لگا لی ہے

نیند بھی آ چکی ہے آنکھوں تک

رات بھی ختم ہونے والی ہے

زندگی نے بہت اجاڑا مجھے

میں نے تب زندگی اجاڑی ہے

سرمد خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai

Sarmad Khan

ye kisi jism ki udasi hai
jo musalsal mujhe bulati hai

manzilen Thik hai alag hongi
baat to yar raste ki hai

rote rote kisi sahaare ko
piTh diwar se laga li hai

nind bhi aa chuki hai aankhon tak
raat bhi KHatm hone wali hai

zindagi ne bahut ujaDa mujhe
main ne tab zindagi ujaDi hai

(443) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai written by Sarmad Khan at UrduPoint. Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai is one of the masterpieces written by Sarmad Khan. You can also find the complete poetry collection of Sarmad Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarmad Khan' above.

Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kisi Jism Ki Udasi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.