Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai, Urdu Ghazal By Sarwar Alam Raz

Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarwar Alam Raz. Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے کیف جوانی ہے بے درد زمانہ ہے (ردیف .. ')

سرور عالم راز

بے کیف جوانی ہے بے درد زمانہ ہے

ناکام محبت کا اتنا ہی فسانہ ہے

ساون کا مہینہ ہے موسم بھی سہانا ہے

آ جاؤ جو آنا ہے آ جاؤ جو آنا ہے

اے کاش کوئی کہہ دے اس چشم فسوں گر سے

نظروں کا چرانا ہی نظروں کا ملانا ہے

آغاز محبت سے انجام محبت تک

''اک آگ کا دریا ہے اور ڈوب کے جانا ہے''

سرور عالم راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai

Sarwar Alam Raz

be-kaif jawani hai be-dard zamana hai
nakaam-e-mohabbat ka itna hi fasana hai

sawan ka mahina hai mausam bhi suhana hai
aa jao jo aana hai aa jao jo aana hai

ai kash koi kah de us chashm-e-fusun-gar se
nazron ka churana hi nazron ka milana hai

aaghaz-e-mohabbat se anjam-e-mohabbat tak
ik aag ka dariya hai aur Dub ke jaana hai

(551) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai written by Sarwar Alam Raz at UrduPoint. Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai is one of the masterpieces written by Sarwar Alam Raz. You can also find the complete poetry collection of Sarwar Alam Raz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarwar Alam Raz' above.

Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-kaif Jawani Hai Be-dard Zamana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.