Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein, Urdu Ghazal By Sarwat Zaidi Bhopali

Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarwat Zaidi Bhopali. Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھویا ہوا ہے آدمی حسن و جمال میں

ثروت زیدی بھوپالی

کھویا ہوا ہے آدمی حسن و جمال میں

کیا کیا لطافتیں ہیں رخ بے مثال میں

اس کے خیال ہی میں گزر جائے زندگی

بہتر ہے یہ خیال بھی میرے خیال میں

کرتے ہیں کتنے لوگ محبت ضمیر سے

ہے ضرب لا جواب کسی کے سوال میں

بلی نے رستہ کاٹ کے اعلان کر دیا

اب تک پھنسے ہیں لوگ ستاروں کے جال میں

لفظوں کے ہیر پھیر سے بازی پلٹ گئی

ہر شخص آ گیا ہے سیاست کی چال میں

ثروتؔ گزر رہا ہے وہی دیکھ لیجئے

جو کچھ ہوا تھا گزرے ہوئے ماہ و سال میں

ثروت زیدی بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein

Sarwat Zaidi Bhopali

khoya hua hai aadmi husn-o-jamal mein
kya kya latafaten hain ruKH-e-be-misal mein

us ke KHayal hi mein guzar jae zindagi
behtar hai ye KHayal bhi mere KHayal mein

karte hain kitne log mohabbat zamir se
hai zarb la-jawab kisi ke sawal mein

billi ne rasta kaT ke elan kar diya
ab tak phanse hain log sitaron ke jal mein

lafzon ke her-pher se bazi palaT gai
har shaKHs aa gaya hai siyasat ki chaal mein

'sarwat' guzar raha hai wahi dekh lijiye
jo kuchh hua tha guzre hue mah-o-sal mein

(495) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein written by Sarwat Zaidi Bhopali at UrduPoint. Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein is one of the masterpieces written by Sarwat Zaidi Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Sarwat Zaidi Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarwat Zaidi Bhopali' above.

Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khoya Hua Hai Aadmi Husn-o-jamal Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.